Monday, 30 July 2018

LOHA AUR CHAABI

Hatodei Nei Chaabi Se Pucha

Suun Chaabi Loha Toh Tere Pass Kam Hai
Taakat Tere Pass kam Hai 

Fir Bhi Tu Itni Asaani Se Kese
Taalei Ko Khol Leti Hai

Chaabi Boli 
Suun Lohei 

Tere Pass Loha Bhot Zyada Hai
Taakat Bhot Zyada Hai Par

Tu Taalei Ki Uupr Kei Hishei Ko 
Chuuta Hai Aur Mei Taalei Kei Man
Ko Chuuti Hu.  

Sunday, 29 July 2018

RECREATION

HI FRIENDS


I WANA TO INTRODUCE MYSELF. I AM DUA,"THE LOST GIRL", 21 YRS OLD. THE SAME GIRL ON WHICH KRITIKA WROTE THE POEM "ANJAAN DIL". 

TODAY, I MEAN FROM NOW ONWARD I WANA TO RECREATE MY SELF, WITH THE WORDS OF KRITIKA.  HOPE SHE WILL POLISH MY INNER SOUL AND MIND. 

I DON'T HAVE BLOG, SO I M WRITING MY WORDS ON THIS PAGE. FROM HERE I HAND OVER MYSELF TO KRITIKA.


"KRITIKA WITH THE GOLDEN HEART" 


ANJAAN DIL

Is Anjaan Dil Ko Roka,
Is Anjaan Dil Se Pucha,
Ki Pagal Tu Kiu Ruka Hai,
Ki Pagal Tu Kiu Ankho Mei Thehra Hai.

 Is Anjaan Dil Ko Fir Roka,
Is Anjaan Dil Se Fir Pucha,
Ki Pagal Ye Kesa Bahana Hai,
Ki Pagal Tu Kiu Dewana Hai,

Is Anjaan Dil Ko Fir Roka,
Is Anjaan Dil Se Fir Pucha,
Ki Pagal Tu Kiu Dua Krta Hai,
Ki Pagal Tu Kiu Zid Krta Hai.


Is Anjaan Dil Ko Fir Roka,
Is Anjaan Dil Se Fir Pucha,
Ki Pagal Tu Kiu Scha Hai,
Ki Pagal Tu Kiu Badnam Hai.

Is Anjaan Dil Ko Fir Roka,
Is Anjaan Dil Se Fir Pucha,
Ki Pagal Tu Kiu Raato Se Milta Hai,
Ki Pagal Tu Kiu Apni Kahani Likhta Hai,



Is Anjaan Dil Ko Fir Roka,
Is Anjaan Dil Se Fir Pucha,
Ki Pagal Tu Kiu Samundar Banta Hai,
Ki Pagal Tu Kiu Kisi Ko Kinara Deta Hai.